Showing posts with label Santa Banta Jokes. Show all posts
Showing posts with label Santa Banta Jokes. Show all posts

Thursday, 20 April 2017

Banta ne apane dost santa ko jaanakaaree di

Banta ne apane dost santa ko jaanakaaree di: -

Yaar aaj bas mein aate vakt meree jeb kat gaee par meree beebee ne mera paisa bacha liya.

Santa ne aashchary prakat karate huye kaha- achchha! to kya bhaabheejee ne us jebakatare ko pakad liya tha?

Banta- are nahin yaar, vah to bas mein mere saath thee hee nahin?

Santa- to phir unhonne tumhaare paise kaise bachaaye?

Banta- are yaar, usane to mere jaagane se pahale bade sabere hee mera batua khaalee kar diya tha...!!

Read More Funny Santa SMS in Hindi at Jokesmasti.

Saturday, 8 April 2017

Santa Joke in English

Once Santa’s Wife (Kamalpreet) Was Driving, When She Saw The
Flash Of A Traffic Camera.

Kamalpreet Figured That Her Picture Had Been Taken For Exceeding
The Limit Even Though She Knew That She Was Not Speeding....!!!

If you ant to read more Funny Santa Jokes SMS then Just visit to jokes Masti.

Santa Ki Job Joke in Hindi

इंटरव्र्यूवर: - आपने पिछली जॉब क्यों छोड़ी...?
संता: - क्योंकि कंपनी शिफ्ट हो गई और मुझे बताया
ही नहीं कहां हुई... :)

Saturday, 16 July 2016

पार्टी के दौरान संता का दोस्त

पार्टी के दौरान संता का दोस्त बंता उसके
पास आया और सामने खड़ी एक मोटी और
काली महिला को देखकर बोला:
देखो वो महिला कितनी काली और बदसूरत
लगती है ना.
संता : हां! बिलकुल ठीक कह रहे हो तुम.
वो मेरी पत्नी है.
बंता : सॉरी, बुरा मत मानना यार.
संता : बुरा नहीं मानूंगा! बस यही बात तुम
मेरी पत्नी के मुंह पर कह दो तो.

Read Latest Santa Banta SMS: http://www.jokesmasti.com/1/Jokes/3/Santa-s-sms.shtml

Tuesday, 17 March 2015

Santa Banta Jokes SMS in Hindi

Santa Dukhi Tha
Kisi Ne Pucha: Kyu Tension Me Ho?
Santa: Yaar Ek Dost Ko plastic Surgery ke Liye 2 Lakh Diye,
Ab Saale Ko Pehchan Nahi pa raha hu..

=======================================
Santa Ne Ghar Ke Uper Wale Hisse Mein
Paint Kiya Aur Neeche Wale Hisse Mein Likh Diya
.
.
.
.
Same As Above

========================================

Mujrewaali:
Hamne aapko khus kiya
ab aap humko khus kar do.
Santa emotional ho gaya aur bola,
Acha behen, ab tu baith main nachta hun.

========================================

Ek Baar Santa Ke Gaanv Mein
Ek Minister Aya Hua Tha,
Logo Ne Apne Gaou Ko Sudhaarne Ke Liye
Kayi Cheezo Ko Maang Ki.
Santa Bhi Bola: Hume Apne Gaanv Mein Pul Chahiye.
Minister Hairan Hote Hue: Par Tumhare Gaou Mein To
Koi Nadi Hi Nahi Hai.
Santa: To Fir Hume Nadi Bhi Chahiye.

========================================

Santa: roti ka 1 tukda khud kha raha tha
aur 1 pass baithi murgi ko khila raha tha.
Banta: Ye kya kar raha hai?
Santa: Chicken ke sath roti kha raha hu,
Shravan chal rahe hain na.

=======================================

A Khubsoorat Si Ladki
Santa Ki Garment Shop Par Gayi
Aur Boli: Mujhe Underwear Dikhao,
Santa Sharmate Hue: Aaj Pehan Ke Nahi Aya.

=======================================

Santa -Jab bhi wife mera
photo apne mobile se click karti hai
mujhe bahut dar lagta hai.
Saala aaj kal OLX aur quikr ki
advertise bahut aati hai na.

=======================================

Santa: Ye bata ki duniya mein kitne desh hai?
Banta: Kar di na paagalon waali baat,
duniya mein 1 hi desh hai INDIA,
baaki sab to videsh hai!

========================================

Doctor To Santa: Aap ki Ek Kidney Fail Ho Gayi Hai..
Santa Pehle To Bohat Roya Phir Aansu Ponchte Huwe
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Kitne Number Se ??

Read More Santa Banta Jokes in Hindi at Jokesmasti.

Wednesday, 1 October 2014

Santa Banta Jokes in Hindi

Girlfriend to Santa: Me tum se tabi shaadi karungi jab tum koi sahsi kaam kar ke dikhaoge.

Funny Santa: Tum se shaadi karne se jyada sahsi kaam aur kya ho sakta hai?